"aaj main oopar, aasman niche" yeh gana mera dil aaj ga raha hain, jhum oota hain.
kyun bole to aapun ko aapun ka jani dushman
gabbar mil gaya aur phir aapun ki maal bhabhi
tangewaali bhi mil gayi.
Isse aur sunhera din kya ho sakta hain. Ab hume humari bhabhi ji ki haath ki garam garam rotiyan aur aaloo ki sabji khaneko milegi.
Waise humhe chichen bahut pasand hain, par humari bhabhi non-veg murgiyonka chicken nahin banati.
Khair, main ek chai peene jata hun ..