First posted on WordPress.com
here.
For all songs in this series, go
here.
Prologue: A friend's constant posts about some of the late 80s and early 90s tapori Bollywood songs prompted me to create this series Originally planned to post songs from Hindi (Indian Language) films only. Then I decided to find such songs in Telugu (= Indian Language), my mother tongue; and English. If you come across any songs in any language that would fall in this category, feel free to comment and I will post about them too.
Tapori = A street thug with unique style of language; similar to ghettos. Crudely also means something meaningless yet totally fun.
Bemaina = Urdu word for meaningless
Gaane = Songs
Next on this list is Chaandi Ki Daal Par Sone Ka Mor from the 1999 Indian Hindi-language romantic fantasy comedy action film Hello Brother. Background vocals were provided by the film's actor Salman Khan and Alka Yagnik. Music was composed by Himesh Reshamiya and Lyrics penned by Sudhakar Sharma
Click to view
Here are the English transliterated lyrics:
Hay.. Hay.. Hay.. Hay.. Hay..
Gheun Tak.. Gheun Tak..
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor, Hey, Sone Ka Mor
Hey, Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Gheun Tak..
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor, Sone Ka Mor
Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Gheun Tak..
Chor-Chor-Chor, Bole Mor-Mor-Mor; Mere Dil Ka Hai Woh Chitchor
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor, Hey, Sone Ka Mor
Hey, Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor
Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Mausam Bada Beimaan Hai; Dil Ye Mera Pareshaan Hai
Mausam Bada Beimaan Hai; Dil Ye Mera Pareshaan Hai
Samjhaun Kaise Yeh Dil Hai Deewana; Bas Mein Nahin Dil Ka Ye Aana Jaana
Hoti Hai Zaalim Yeh Dil Ki Lagi; Hoti Hai Zaalim Yeh Dil Ki Lagi
Ja Re Ja Re Deewane Ja; Aisi Baat Na Bada
Ja Re Ja Re Deewane Ja; Aisi Baat Na Bada
Aya Hai Lekar, Yeh Toli Kahin Se; Kissa Suna Hoga Tumne Kisise
Choron Ko Bhi Padh Jaate Hain Mor; Choron Ko Bhi Padh Jaate Hain Mor
Gheun Tak.. Gheun Tak..
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor, Hey, Sone Ka Mor
Hey, Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Gheun Tak..
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor; Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Gheun Tak.. Gheun Tak..
Matki Dikha Tu Todh Ke; Ya Daud Ja Gali Chhodh Ke
Matki Dikha Tu Todh Ke; Ya Daud Ja Gali Chhodh Ke
Aaye-Gaye Tujhse Kitne Tapori; Matki Abhi Tak Hai Ye Kori-Kori
Peeche Hataale Apne Kadam; Peeche Hataale Apne Kadam
Teri Ye Matki Todenge; Aise Hum Na Chhodenge
Teri Ye Matki Todenge; Aise Hum Na Chhodenge
Mausam Jawaani Ke Na Beet Jaayen; Kissa Suno Ek Hum Bhi Sunayen
Choron Ke Ghar Bhi Aate Hain Chor; Choron Ke Ghar Bhi Aate Hain Chor
Gheun Tak.. Gheun Tak..
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor, Hey, Sone Ka Mor
Hey, Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Gheun Tak..
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor
Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor.
Gheun Tak..
Chor-Chor-Chor, Bole Mor-Mor-Mor; Mere Dil Ka Hai Woh Chitchor
Chandi Ki Daal Par Sone Ka Mor; Taak-Jhaak-Taak, Kare Neeche Ka Chor
Gheun Tak.. Gheun Tak..Gheun Tak.. Hey..